Tuesday, 20 December 2011

Tauba kí Níyat


Ai mere Khudá
Main apne gunáhon par pashímán hún
Tú jo sab piyár ke láiq hai
Ab main mazbútí se iráda kartá hún
Ki phir hargiz tujhe náráz na karún
Aur gunáhon kí rahún se kinára karún
Ámín

1 comment: