Mary is truly the Mother of God. (De fide.)
In the Apostles’ Creed the Church professes
her belief in the Son of God, “born of the Virgin Mary.” As the Mother of the
Son of God, Mary is the Mother of God. The Council of Ephesus (431) with St.
Cyril of Alexandria declared against Nestorius: “If any one does not confess
that the Emmanuel (Christ) in truth is God and that on this account the Holy
Virgin is the Mother of God (θεοτόκος)—since according to the flesh she brought forth the Word of God made
flesh—let him be anathema.”
D H. Denzinger 113. The subsequent General Councils repeated
and confirmed this doctrine. Cf. D H. Denzinger 148, 218, 290.
The dogma of Mary’s motherhood of God
contains two truths—
a) Mary is truly a mother, that is, she
contributed everything to the formation of the human nature of Christ, that
every other mother contributes to the formation of the fruit of her body;
b) Mary is truly the Mother of God, that
is, she conceived and bore the Second Person of the Divinity, not indeed
according to the Divine Nature, but according to the assumed human nature.[1]
[1] Ott, L. (1957). Fundamentals of Catholic dogma (196). St. Louis: B. Herder Book Company.
-------
Solemnity Of
Mary
Muqaddasa
Mariyam Khudá Kí Ma Kí ‘Íd
Yakum January
Dákhilah (Entrance
Antiphon):
Ai Muqaddasa Ma tuhje salám ho aur du‘á. Tujh
hí se ham ne wuh bádsháh páyá jo hamesha ke liye dono jahánon ká hukmrán
hai.
or
cf. Yasa‘iya 9:2,6; Lúqá 1:33 (cf. Isaiah 9:1; Luke 1:33)
Áj ham par núr chamkegá kyúnki ham
ko ek beṭá ‘atá kiyá gayá aur us ká nám ye hai ya‘ní Khudá e Qádir,
abdí báp, salámtí ká raís aur us ki bádsháhí ká ákhir na hogá.
Reading
Pahlí Tiláwat:
‘Ádad kí kitab: 6:22-27 (Numbers6:22-7)
Wuh merá nám baní Isráíl par pukháren aur main unhen
barakat dúngá.
Pák kalám ke paṛhe aur sune jáne par Khudá kí barkat
ho.
Jamá‘at: Khudá ká shukr ho.
Zabúr: 66:2,3,5,6,8 Jamá‘ati jawáb áyat: 2
(Jamá‘ati jawáb) Khudá ham par rahm kare aur hamen
barakat bakhshe
Dusrí Tiláwat:
Muqaddas Paulus Rasúl Ká Khatt Galatíon Ke Nám 4:4-7
(Galatians 4:4-7)
Khudá ne apne Beṭe ko bhejá, jo ‘aurat se paidá húá
Pák kalám ke paṛhe aur sune jáne par Khudá
kí barkat ho.
Jamá‘at: Khudá ká shukr ho.
Hallelujah-
‘Ibráníon 1:1-2 (Hebrews 1:1-2)
Hallelujah
Hallelujah Guzashta zamane men Khudá ne ába-o-ajdád se waqt ba
waqt aur tarah ba tarah ambiyá kí mar‘ifat kalám karke, in ákhirí
ayyam men ham se Beṭe kí mar‘ifat kalám kiya. Hallelujah
Injíl
I Muqaddas:
Muqaddas Lúqá ke mutábiq 2:16-21 (Luke
2:16-21)
Unhon ne
Mariyam aur Yúsuf aur nanhe bachche ko páyá…aur jab áṭh din púre ho gaye
to us ká nám Yisú‘ rakhá gayá.
Injíl I
Muqaddas ke wasíle se hamárí khatáen mu‘áf kí jáen.
Jamá‘at: Ai Masíh, terí sitáish ho.
Pák Sharákat kí áyat (Communion Antiphon): ‘Ibráníon 13:8 (Hebrews 13:8)
Yisú‘ Masíh kal, aur áj, balki abad tak yaksán hai.
-------------
For more on Mary, the Holy Mother of God, Check out Dr. Michael Barber's Podcast and Blog The Sacred Page.
No comments:
Post a Comment