(Filippíon) Philippians 2:5-11
Yisú Masíh ne Khudá kí zát men
ho kar
Khudá ke barábar honá ghanímat na jáná
Balki us ne apne áp ko khalí kar diyá
aur ghulám kí zát ikhtiyár karke
insánon ká mushábih ho gayá
insání shakl men páyá já kar
apne áp ko firotan kar diyá
aur maut, balki salíbí maut
tak, farmánbardár rahá
aur isí wáste Khudá ne use niháyat
baland kiyá
aur use wuh nám bakhshá jo har ek nám se
a‘lá hai,
Táki Yisú‘ ke nám par har ek ghuṭná jhuke,
Kyá ásmán men, kyá zamín par, kyá ‘álam-e
asfal men
Aur Khudá Báp ke jalál ke liye har ek
zabán iqrár kare,
ki Yisú‘ Masíh Khudáwand hai
-----------
St. Paul quotes this early Christian
hymn in his letter to the Philippians. This is read on Palm Sunday and also
provides the Canticle on the following days:
Christmas day- Evening prayer I
Good Friday- Evening prayer
Holy Saturday- Evening prayer
The Most Sacred Hear of Jesus- Evening prayer II
Week 1, 2, 3, 4 Sunday- Evening prayer I
The Annunciation of The Lord- Evening prayer I
The Exaltation of the Holy Cross- Evening prayer I
The office for the dead- Evening prayer
No comments:
Post a Comment