Rákh ká budh
Dákhilah (Entrance
Antiphon):
(Hikmat) Wisdom 11:24,25,27
Ai Khdáwand tú sab maujúdát ko piyá kartá hai.
Tú kisí bhí chíz se jo tú ne banáí hai nafrat nahín
kartá.
Readings
Pahlí Tiláwat: Yúel nabi kí kitáb Joel 2:12-18
Apne dilon ko chák karo, na ki apne kapṛon
Pák kalám ke paṛhe aur sune jáne par Khudá kí barkat ho.
Jamá‘at: Khudá ká shukr ho.
Zabúr: Psalm 50
Jamá‘ati jawáb áyat: 3
(Jamá‘ati jawáb) Ai Khudá ham par raham kar, kyúnki
ham gunahgár hain
Dusrí Tiláwat:
(Muqaddas Paulus Rasúl Ká Dusrá Khatt Qurinthíon Ke Nám) 2
Corinthians 5:20 - 6:2
Khudá se mel kar
lo, ab qabúlíyat ká waqt hai
Pák kalám ke paṛhe aur sune jáne par Khudá kí barkat ho.
Jamá‘at: Khudá ká shukr ho.
Na‘rah-e Hamd:
Zabúr 50:12,14
ai Khudá, mujh men ek pák dil paidá kar,
aur apní naját kí shádmání mujhe ‘ináyat kar
Injíl I Muqaddas:
Muqaddas Matí ke mutábiq Matthew 6:1-6. 16-18
Tera Báp, jo poshídagí men dekhtá hai, tujhe badla degá.
Injíl I Muqaddas ke wasíle se hamárí khatáen mu‘áf
kí jáen.
Jamá‘at: Ai Masíh, terí sitáish ho.
Pák Sharákat kí
áyat (Communion Antiphon):
(Zabúr) Psalm 1:2-3
Jo ádmí din rát Khudáwand kí sharí‘at par dhyán lagátá hai,
No comments:
Post a Comment