Muqaddasa Mariyam Kunwárí ká
ásmán par uṭháyá jáná
15th August
Dákhilah (Entrance Antiphon): (Mukáshafa) Rev 12:1
Ek baṛá nishán ásmán par nazar áyá ya‘ní ek khátún
jo súraj ko oṛhe húe, pánwon tale chánd rakkhe aur bárah
sitáron ká táj pahinne húe thí
Readings
Pahlí Tiláwat:
(Mukáshafa kí kitáb) Apocalypse 11:19, 12:1-6,10
Ek ‘aurat súraj ko oṛhe húe chand par khaṛí thí
Pák kalám ke paṛhe aur sune jáne par Khudá kí barkat ho.
Jamá‘at: Khudá ká shukr ho.
Zabúr: Psalm 44:10-12, 16 Jamá‘ati
jawáb áyat:10
Malika tere dahine háth Ofír ke sone se muzaiyan khaṛí hai.
Dusrí Tiláwat:
(Muqaddas Paulus Rasúl Ká Pahlá Khatt Qurintíon Ke
Nám) 1 Corinthians 15:20-26
Pahlá phal Masíh aur phir wuh jo us ke hain.
Pák kalám ke paṛhe aur sune jáne par Khudá kí barkat ho.
Jamá‘at: Khudá ká shukr ho.
Hallelujah:
Hallelujah Hallelujah
Mariyam ásmán par uṭhá lí gayí hai
Firishton kí tamám Jamá‘aten khushí
manáti hain
Hallelujah
Injíl I Muqaddas:
(Muqaddas Lúqá ke mutábiq) Luke
1:39-56
Al Qádir ne mere liye baṛe baṛe kám kiye hain, us ne
past hál ko buland kiyá hai.
Injíl I Muqaddas ke wasíle se hamárí khatáen mu‘áf
kí jáen.
Jamá‘at: Ai Masíh, terí sitáish ho.
Pák Sharákat kí áyat (Communion Antiphon):
(Lúqá) Luke 1:48-49
Har zamáne ke log mujhe mubárak kahenge, kyúnki
Al-Qádir ne mere liye baṛe baṛe kám
kiye hain
---
Catholic Encyclopedia
Church Documents:
Church Fathers on The Assumption click here
Dogma of the Assumption of Mary --Pope Pius XII
Books:
Books by Mark Shea
Audio:
CD Sets by Tim Staples
No comments:
Post a Comment