Sál ke daurán Bíswán Itwár (B)
Dákhilah (Entrance
Antiphon):
(Zabúr) Ps
83: 10-11
Ai hamáre muháfiz Khudá
Tawajjuh kar aur apne mamsúh ke chihre par nigáh farmá
Kyúnki terí bárgáhon men ek din
kisí aur jagah ke hazar dinon se bihtar hai.
Readings
Pahlí Tiláwat:
(Amsál kí kitáb) Proverbs 9:1-6
Merí roṭí kháo aur wuh mai piyo jo main ne tumháre liye
taiyar kí hai.
Pák kalám ke paṛhe aur sune jáne par Khudá kí barkat ho.
Jamá‘at: Khudá ká shukr ho.
Zabúr: Psalm
33:2-3,10-15 Jamá‘ati jawáb áyat: 9
Chakho
aur dekho Khudáwand kaisá
bhalá hai
Dusrí Tiláwat:
(Muqaddas Paulus Rasúl Ká Khatt Ifisíon Ke Nám) Ephesians
5:15-20
Samjho ki Khudá kí marzí kyá hai
Pák kalám ke paṛhe aur sune jáne par Khudá kí barkat ho.
Jamá‘at: Khudá ká shukr ho.
Hallelujah: (Yúhanná) Jn1:14,12
Hallelujah Hallelujah
Kalma mutajassad húá, aur ham men sukúnat pazir húá.
Jinhon ne use qabúl kiyá.
Us ne unhen iqtidár bakhshá ki Khudáwand
ke farzand banen.
Hallelujah
Hallelujah: (Yúhanná) Jn 6:56
Hallelujah Hallelujah
Khudáwand farmátá jo merá gosht khátá aur merá khún pítá hai
wuh mujh men qáim rahtá hai aur main us men
Hallelujah
Injíl I Muqaddas:
(Muqaddas Yúhanná ke mutábiq) John 6:51-58
Merá gosht haqíqí
ghizá hai aur merá khún haqíqí shurb hai
Injíl I Muqaddas ke wasíle se hamárí khatáen mu‘áf
kí jáen.
Jamá‘at: Ai Masíh, terí sitáish ho.
Pák Sharákat kí
áyat (Communion Antiphon):
(Zabúr) Ps 129:
7
Khudáwand ke
pás shafaqat hai
aur us ke pás kasrat se fidya hai
Or
(Yúhanná) Jn 6: 51-52
Khudáwand farmátá hai ki Main wuh zinda roṭí hún jo
ásmán se utarí hai
Agar koí is roṭí men se kháe to hamesha tak zinda rahegá
...
Podcasts:
For Sermon by Fr. Robert Barron click here
For reflection by Dr. Scott Hahn click here
For commentary by Dr. John Bergsma on Sunday readings check out the
Sacred Page click here
Some great resources for Sunday Mass, Ordinary and Extraordinary Forms
of the Rite at The Divine Lamp click here
No comments:
Post a Comment