Sál ke daurán teíswán
Itwár (B)
Dákhilah (Entrance Antiphon):
(Zabúr) Psalm 118:137, 124
Ai Khudáwand tú ‘ádil hai aur terí qazá rást
Apne bande se apní nekí ke mutábiq sulúk kar
Readings
Pahlí Tiláwat:
Isha‘yá nabí ká sahífa (Isaiah 35:4-7)
Bahron ke kán khole jáenge
aur gúnge kí zabán gáegí.
Pák kalám ke paṛhe aur sune jáne par Khudá kí barkat ho.
Jamá‘at: Khudá ká shukr ho.
Zabúr: Psalm 145:7-10 Jamá‘ati jawáb áyat: 1
Ai merí ján Khudáwand kí hamd kar OR Hallelujah
Dusrí Tiláwat:
(Muqaddas Ya‘qúb Rasúl Ká Khatt) James 2:1-5
Khudá ne gharíbon ko chun liyá ki us kí bádsháhat
ke wáris hon
Pák kalám ke paṛhe aur sune jáne par Khudá kí barkat ho.
Jamá‘at: Khudá ká shukr ho.
Hallelujah: (Samúel) 1 Samuel 3:9, (Yúhanná) John 6:69
Hallelujah, Hallelujah
Ai Khudáwand farmá, terá banda suntá hai
Hamesha kí zindagí kí báten to tere hí pás hain
Hallelujah
OR
Hallelujah: cf (Matí) Matthew4:23
Hallelujah, Hallelujah
Hallelujah
Injíl I Muqaddas:
(Muqaddas Marqus ke mutábiq) Mark 7:31-37
Khudá kí marzí ko kaun samajh saktá hai
Injíl I Muqaddas ke wasíle se hamárí khatáen mu‘áf
kí jáen.
Jamá‘at: Ai Masíh, terí sitáish ho.
Pák Sharákat kí áyat (Communion Antiphon):
Cf. (Zabúr) Psalm 41:2-3
Jis tarah harní pání kí nadíon kí joyá hotí hai
Waise hí, ai Khudáwand merí ján terí mushtáq hai
Merí rúh Khudá kí zinda Khudá kí piyásí hai
OR
(Yúhanná) John 8:12
Khudáwand farmátá
hai, dunyá ká núr main hún,
jo merí pairawí karegá, wuh tárikí men nahín
chalegá
balki zindagí ká núr páegá.
...
Podcasts:
For
Sermon by Fr. Robert Barron click here
For
reflection by Dr. Scott Hahn click here
For
commentary by Dr. John Bergsma on Sunday readings check out the Sacred Page
click here
From The Gospel of Mark by Mary
Healy, comnenting on Mark 7:33-35: Reflecting
on the Gospel for the Twenty-Third Sunday in Ordinary Time
Some
great resources for Sunday Mass, Ordinary and Extraordinary Forms of the Rite
at The Divine Lamp click here
No comments:
Post a Comment