Sál ke daurán terahwán Itwár (B)
Dákhilah (Entrance
Antiphon):
(Zabúr) Psalm
46: 2
Ai sab qaumo táliyán bajáo. Khudá ke liye khushí
kí áwáz se lalkáro.
Readings
Pahlí Tiláwat:
(Hikmat kí kitáb) Wisdom 1:13-15; 2:23-24
Iblís ke hasad se maut duniyá men áí
Pák kalám ke paṛhe aur sune jáne par Khudá kí barkat ho.
Jamá‘at: Khudá ká shukr ho.
Zabúr: Psalm 29 Jamá‘ati
jawáb áyat:2
Ai Khudáwand main terí tamjíd karúngá,
tú ne mujhe chhuṛáyá.
Dusrí Tiláwat:
(Muqaddas Paulus Rasúl Ká Dúsrá Khatt Qurinthíon Ke Nám) 2
Corinthians 8:7,9,13-15
Tumhárí ziyádatí se auron ko árám mile, aur un kí
ziyádatí tumhárí kamí ko púrá kare táki barábarí hotí rahe.
Pák kalám ke paṛhe aur sune jáne par Khudá kí barkat ho.
Jamá‘at: Khudá ká shukr ho.
Hallelujah: cf. (Yúhanná) John6:63,68
Hallelujah Hallelujah
Ai Khudáwand terí báten rúh hain aur
Zindagí bhí hain, hamesha kí zindagí kí báten
to tere hí pás hain
Hallelujah
Injíl I Muqaddas:
(Muqaddas Marqus ke mutábiq) Mark 5:21-43
Ai laṛkí main
tujh se kahtá hún Uṭh
Injíl I Muqaddas ke wasíle se hamárí khatáen mu‘áf
kí jáen.
Jamá‘at: Ai Masíh, terí sitáish ho.
Pák Sharákat kí
áyat (Communion Antiphon):
(Zabúr)cf. Ps 102:
1
Merí ján Khudáwand ko Mubarak kah aur jo kuchh mujh men
hai us ke quddús nám ko mubárak kahe.
Or
(Yúhanná) cf. John 17: 20-21
Khudáwand ne du‘á
kí aur kahá ki, ai Báp main in ke liye ‘arz kartá hún
Táki wuh ham men ek hon, aur duniyá ímán láe ki
tú ne mujhe bhejá hai.
....
Podcasts:
For Sermon by Fr. Robert Barron click here
For reflection by Dr. Scott Hahn click here
For commentary by Dr. John Bergsma on Sunday readings check out the
Sacred Page click here
Some great resources for Sunday Mass, Ordinary and Extraordinary
Forms of the Rite at The Divine Lamp click here
No comments:
Post a Comment