Sál ke daurán gyárahwán Itwár (B)
Dákhilah (Entrance
Antiphon):
(Zabúr) Cf. Psalm
26: 7, 9
Ai Khudáwand merí wuh áwáz sun jis se main tujhe
pukártá hún; Tú merá madadgár hai.
Ai mere khalásí denewále Khudá mujhe tark na kar.
Readings
Pahlí Tiláwat:
(Hizqiál nabí kí kitáb) Ezekiel 17:22-24
Main past darakht ko baland kartá hún
Pák kalám ke paṛhe aur sune jáne par Khudá kí barkat ho.
Jamá‘at: Khudá ká shukr ho.
Zabúr: Psalm 91:2-3,13-16
Jamá‘ati jawáb áyat: 2
Ai Khudáwand tere nám ka shukr adá karná khúb hai
Dusrí Tiláwat:
(Muqaddas Paulus Rasúl Ká Dúsrá Khatt Qurinthíon Ke Nám) 2
Corinthians 5:6-10
Khwáh ham badan
men sukúnat rakhte hain, khwáh khárij hain ham ámáda
hain ki Khudáwand ko khush karen.
Pák kalám ke paṛhe aur sune jáne par Khudá kí barkat ho.
Jamá‘at: Khudá ká shukr ho.
Hallelujah: cf. (Yúhanná) John15:15
Hallelujah Hallelujah
Khudáwand farmátá hai main tumhen dost kahtá hún
kyúnki jo báten main ne apne Báp se suní hain
wuh sab tumhen batá dí hain
Hallelujah
Injíl I Muqaddas:
(Muqaddas Marqus ke mutábiq) Mark 4:26-34
Yih sab bíjon
men chhoṭá hai lekin jab baṛhtá hai to sab tarkáríon se
baṛá ho játá hai
Injíl I Muqaddas ke wasíle se hamárí khatáen mu‘áf
kí jáen.
Jamá‘at: Ai Masíh, terí sitáish ho.
Pák Sharákat kí
áyat (Communion Antiphon):
(Zabúr) Ps 26:
4
Khudáwand se
merí ek hí darkhwást hai, yihí merí guzárish hai
ki main apní zindagí ke tamám ayyám Khudáwand ke
ghar men rahún.
Or
(Yúhanná ) John 17: 11
Khudáwand ne du‘á
kar ke kahá ki, ai quddús Báp, apne us nám ke wasíle se jo tú ne mujhe bakhshá
hai, in kí hifázat kar, táki yih hamárí mánind ek hon.
.....
Podcasts:
For Sermon by Fr. Robert Barron click here
For reflection by Dr. Scott Hahn click here
For commentary by Dr. John Bergsma on Sunday readings check out the Sacred Page click here
Some great resources for Sunday Mass, Ordinary and Extraordinary Forms of the Rite at The Divine Lamp click here
No comments:
Post a Comment