Showing posts with label Dua. Show all posts
Showing posts with label Dua. Show all posts
Thursday, 4 October 2012
Thursday, 23 February 2012
Act of Contrition
Tauba ká ‘amal (I)
Ai mere Khudá
main apne sare dil se
pashemán hún ki
main terí behadd nekí
aur buzurgí ke khiláf
gunáh kiyá hai
main apne sab gunáhon
se nafrat kartá hún kyúnki
wuh tujhe na khush karte hain
Ai mere Khudá tú jo
sab píyár ke láiq hai
aur main mazbútí se iráda kartá hún
ki tere Pák fazl ḱí
madad se
phir hargiz tujhe náráz na karúngá
balki gunáhon kí ráhon
se kinára karúngá
Ámín
Tauba ká ‘amal (II)
Ai mere Khudá
Mujhe sakht afsos hai ki
main ne gunáh karke
tere píyár ko bhúlá diyá.
main ab se
terí madad ke sáth
gunáh se dúr
aur terí mahabbat men
qáim rahúngá
Subscribe to:
Posts (Atom)