‘Íd -i- Nuzúl -i- Rúhu’l Quds
Dákhilah (Entrance Antiphon): (Hikmat)
Wis 1: 7
Khudáwand kí Rúh
se duniyá ma‘múr hai
Us men har chíz samáí húí hai
Wuh har bát ke ‘ilm se wáqif hai
Hallelujah.
Readings
Pahlí Tiláwat:
(Rasúlon ke A‘mál) Acts 2:1-11
Wuh sab Rúhu’l Quds se bhar gaye, aur bolne
lag gaye.
Pák kalám ke paṛhe aur sune jáne par Khudá kí barkat ho.
Jamá‘at: Khudá
ká shukr ho.
Zabúr : Psalm 103:1,24,29-31,34 Jamá‘ati jawáb áyat: 30
Jamá‘ati jawáb:
Ai Khudáwand apní Rúh ko bhej
aur rú e zamín ko nayá kar de.
or
Hallelujah!
Dusrí Tiláwat:
(Muqaddas Paulus Rasúl Ká Pahlá Khatt
Qurinthíon ke nám) 1 Corinthians 12:3-7,12-13
Ham sabhon ne ek hí Rúh ká baptisma páyá hai.
Pák kalám ke paṛhe aur sune jáne par Khudá kí barkat ho.
Jamá‘at: Khudá ká shukr ho.
Hallelujah:
Hallelujah, Hallelujah,
Ai Rúhu'l Quds Á. Apne ímándáron ke dilon ko
bhar de
Aur un men apní mahabbat kí ág bhaṛká
Hallelujah
Injíl I Muqaddas:
(Muqaddas Yúhanná ke mutábiq) John 20:19-23
Jis tarah Báp ne mujhe bhejá hai, usí tarah main tumhen
bhejtá hún
Injíl I Muqaddas ke wasíle se hamárí khatáen mu‘áf
kí jáen.
Jamá‘at: Ai Masíh, terí sitáish ho.
Pák Sharákat kí áyat (Communion
Antiphon): Acts 2: 4, 11
Sab Rúhu’l Quds se bhar gaye,
aur Khudá ke ‘ajíb kám bayán karne
lage Hallelujah
----
Podcasts:
For Sermon by Fr. Robert Barron click here
For reflection by Dr. Scott Hahn click here
For commentary by Dr. John Bergsma on Sunday readings check out the Sacred Page here
For commentary by Dr. John Bergsma on Sunday readings check out the Sacred Page here
Some great resources for Sunday Mass, Ordinary
and Extraordinary Forms of the Rite at The Divine Lamp click here.
Thanks for linking to my blog post. I greatly appreciate it.
ReplyDelete