Saturday, 31 December 2011

The Holy Mother Of God


Mary is truly the Mother of God. (De fide.)
In the Apostles’ Creed the Church professes her belief in the Son of God, “born of the Virgin Mary.” As the Mother of the Son of God, Mary is the Mother of God. The Council of Ephesus (431) with St. Cyril of Alexandria declared against Nestorius: “If any one does not confess that the Emmanuel (Christ) in truth is God and that on this account the Holy Virgin is the Mother of God (θεοτόκος)—since according to the flesh she brought forth the Word of God made flesh—let him be anathema.”  D H. Denzinger  113. The subsequent General Councils repeated and confirmed this doctrine. Cf. D H. Denzinger 148, 218, 290.
The dogma of Mary’s motherhood of God contains two truths—
a) Mary is truly a mother, that is, she contributed everything to the formation of the human nature of Christ, that every other mother contributes to the formation of the fruit of her body;
b) Mary is truly the Mother of God, that is, she conceived and bore the Second Person of the Divinity, not indeed according to the Divine Nature, but according to the assumed human nature.[1]

[1] Ott, L. (1957). Fundamentals of Catholic dogma (196). St. Louis: B. Herder Book Company.
-------

Solemnity Of Mary
Muqaddasa Mariyam Khudá Kí Ma Kí ‘Íd
Yakum January

khilah (Entrance Antiphon):
Ai Muqaddasa Ma tuhje salám ho aur du‘á. Tujh hí se ham ne wuh bádsháh páyá jo hamesha ke liye dono jahánon ká hukmrán hai. 
or
cf. Yasa‘iya 9:2,6; Lúqá 1:33 (cf. Isaiah 9:1; Luke 1:33)
Áj ham par núr chamkegá kyúnki ham ko ek beṭá ‘atá kiyá gayá aur us ká nám ye hai ya‘ní Khudá e Qádir, abdí báp, salámtí ká raís aur us ki bádsháhí ká ákhir na hogá.
Reading
Pahlí Tiláwat:
‘Ádad kí kitab: 6:22-27 (Numbers6:22-7)
Wuh merá nám baní Isráíl par pukháren aur main unhen barakat dúngá.

Pák kalám ke paṛhe aur sune jáne par Khudá kí barkat ho.
Jamá‘at: Khudá ká shukr ho.

Zabúr: 66:2,3,5,6,8 Jamá‘ati jawáb áyat: 2
(Jamá‘ati jawáb) Khudá ham par rahm kare aur hamen barakat bakhshe
Dusrí Tiláwat:
Muqaddas Paulus Rasúl Ká Khatt Galatíon Ke Nám 4:4-7 (Galatians 4:4-7)
Khudá ne apne Beṭe ko bhejá, jo ‘aurat se paidá húá
Pák kalám ke paṛhe aur sune jáne par Khudá kí barkat ho.
Jamá‘at: Khudá ká shukr ho.

Hallelujah- ‘Ibráníon 1:1-2 (Hebrews 1:1-2)
Hallelujah Hallelujah Guzashta zamane men Khudá ne ába-o-ajdád se waqt ba waqt aur tarah ba tarah ambiyá kí mar‘ifat kalám karke, in ákhirí ayyam men ham se Beṭe kí mar‘ifat kalám kiya. Hallelujah

Injíl I Muqaddas:
Muqaddas Lúqá ke mutábiq 2:16-21 (Luke 2:16-21)
Unhon ne Mariyam aur Yúsuf aur nanhe bachche ko páyá…aur jab áṭh din púre ho gaye to us ká nám  Yisú‘ rakhá gayá.
Injíl I Muqaddas ke wasíle se hamárí khatáen mu‘áf kí jáen.
Jamá‘at: Ai Masíh, terí sitáish ho.

Pák Sharákat kí áyat (Communion Antiphon):  ‘Ibráníon 13:8 (Hebrews 13:8)
Yisú‘ Masíh kal, aur áj, balki abad tak yaksán hai.

-------------
For more on Mary, the Holy Mother of God, Check out Dr. Michael Barber's Podcast and Blog The Sacred Page.

No comments:

Post a Comment