Sál ke daurán taintíswán
Itwár (B)
Dákhilah (Entrance Antiphon):
(Irmiyá) Jeremiah 29:11,12,14
Khudáwand farmátá hai ki mere khayálát salámatí ke khayálát
hain áfát ke nahín tum mujhe pukároge to main
tumhárí asírí jagahon se mauqúf karúngá.
Readings
Pahlí Tiláwat:
(Dániál nabí kí kitáb) Daniel 12:1-3
Jab waqt áegá to terí ummat riháí páegí
Pák
kalám ke paṛhe aur sune jáne par Khudá kí barkat ho.
Jamá‘at:
Khudá ká shukr ho.
Zabúr: Psalm 15:5,8-11 Jamá‘ati jawáb áyat:1
Ai Khudá merí hifázat kar, main terí panáh letá
hún
Dusrí Tiláwat:
(Muqaddas Paulus Rasúl Ká Khatt ‘Ibráníon Ke Nám)
Hebrews 10:11-14, 18
Ek hí qurbání chaṛháne se us ne un ko jo muqaddas kiye játe hai
hamesha ke liye kámil kar diyá hai.
Pák
kalám ke paṛhe aur sune jáne par Khudá kí barkat ho.
Jamá‘at:
Khudá ká shukr ho.
(Gospel Acclamation)
Hallelujah: (Matí) Mt 24:42 44
Hallelujah, Hallelujah
Jágte raho, aur taiyár raho
Kyúnki tum nahín jánte
Ibn i Insán kab áegá
Hallelujah
OR
Hallelujah: (Lúqá) Lk21:36
Hallelujah, Hallelujah
Jágte raho, aur har waqt du‘á karte raho
Táki tum Ibn i Insán ke sámne khaṛe hone ke láiq ṭhaharo
Hallelujah
Injíl I Muqaddas:
(Muqaddas Marqus ke mutábiq) Mark 13:24-32
Wuh apne barguzídon ko cháron taraf se faráham karegá
Injíl
I Muqaddas ke wasíle se hamárí khatáen mu‘áf kí jáen.
Jamá‘at: Ai Masíh, terí sitáish ho.
Pák Sharákat kí áyat (Communion Antiphon):
(Zabúr) Psalm 72:28
Mere liye achchhá hai ki main Khudá ke qaríb rahún
Aur Khudáwand apne Khudá ko apní panáhgáh baná
lún
OR
(Marqus) Mark 11:23-24
Khudáwand farmátá hai ki main tum se sach kahtá hún,
Jo kuchh tum du‘á men mángte ho,
yaqín rakho ki tum ne pá liyá hai to tum use páoge
...
Podcasts:
For
Sermon by Fr. Robert Barron click here
For
reflection by Dr. Scott Hahn click here
For
commentary by Dr. John Bergsma on Sunday readings check out the Sacred Page
click here
Some
great resources for Sunday Mass, Ordinary and Extraordinary Forms of the Rite
at The Divine Lamp click here
No comments:
Post a Comment