Updated
Reflecting on the Gospel for the Thirty-second Sunday in Ordinary Time, From The Gospel of Mark by Mary Healy, reflecting on Mark 12:41-44 click here
Sál ke daurán battíswán
Itwár (B)
Dákhilah (Entrance Antiphon):
Cf. (Zabúr) Psalm 87:3
Ai Khudáwand merí du‘á ko apne hazúr men pahunchne
de.
Mere chilláne par apne kán lagá.
Readings
Pahlí Tiláwat:
(1Mulúk kí kitáb) 1 Kings 17:10-16
Bewa ne ek chhoṭí ṭikkiyá banáí aur Iliyás ke pás láí
Pák
kalám ke paṛhe aur sune jáne par Khudá kí barkat ho.
Jamá‘at:
Khudá ká shukr ho.
Zabúr: Psalm 145:6-10 Jamá‘ati jawáb áyat:2
Ai merí ján Khudáwand kí hamd kar
Dusrí Tiláwat:
(Muqaddas Paulus Rasúl Ká Khatt ‘Ibráníon Ke
Nám) Hebrews 9:24-28
Masíh ek hí bár bahuteron ke gunáh utháne ke liye qurbán
húá
Pák
kalám ke paṛhe aur sune jáne par Khudá kí barkat ho.
Jamá‘at:
Khudá ká shukr ho.
(Gospel Acclamation)
Hallelujah: (Mukáshafa) Rev 2:10
Hallelujah, Hallelujah
Khudáwand farmátá hai:
Agar tujhe ján bhí dení paṛí tú wafádár rah
Main tujhe zindagí ká táj dúngá.
Hallelujah
OR
Hallelujah: (Matí) Matthew 5:3
Hallelujah, Hallelujah
Mubárak hain wuh jo rúh ke gharíb hain.
Kyúnki ásmán kí bádsháhí unhí kí hai
Hallelujah
Injíl I Muqaddas:
(Muqaddas Marqus ke mutábiq) Mark 12:38-44
Is kangál bewa ne sab se ziyáda ḍálá hai
Injíl
I Muqaddas ke wasíle se hamárí khatáen mu‘áf kí jáen.
Jamá‘at: Ai Masíh, terí sitáish
ho.
Pák Sharákat kí áyat (Communion Antiphon):
Cf. (Zabúr) Psalm 22:1-2
Khudáwand merá chaupán hai, mujhe kamí nahín.
Wuh mujhe harí harí charágáhon men biṭhátá
hai:
Wuh mujhe ráhat kí nadíon ke pás le játá hai.
OR
(Lúqá) Luke 24:35
Shágirdon ne roṭí toṛne ke waqt Khudáwand Yisú‘
ko pahcháná.
...
Podcasts:
For
Sermon by Fr. Robert Barron click here
For
reflection by Dr. Scott Hahn click here
Dr. Michael Barber "Widows,Miracles and Sacrifice" (Sunday Readings Podcast for 11/11/12)
For
commentary by Dr. John Bergsma on Sunday readings check out the Sacred Page
click here
Reflecting on the Gospel for the Thirty-second Sunday in Ordinary Time, From The Gospel of Mark by Mary Healy, reflecting on Mark 12:41-44 click here
Some
great resources for Sunday Mass, Ordinary and Extraordinary Forms of the Rite
at The Divine Lamp click here
No comments:
Post a Comment