Saturday, 30 June 2012

1st July 2012 - Thirteenth Sunday in Ordinary Time B


Sál ke daurán terahwán Itwár (B)

khilah (Entrance Antiphon):
 (Zabúr) Psalm 46: 2
Ai sab qaumo táliyán bajáo. Khudá ke liye khushí kí áwáz se lalkáro.

Readings
Pahlí Tiláwat:
(Hikmat kí kitáb) Wisdom 1:13-15; 2:23-24
Iblís ke hasad se maut duniyá men áí

Pák kalám ke paṛhe aur sune jáne par Khudá kí barkat ho.
Jamá‘at: Khudá ká shukr ho.

Zabúr: Psalm 29 Jamá‘ati jawáb áyat:2
Ai Khudáwand main terí tamjíd karúngá, tú ne mujhe chhuṛáyá.

Dusrí Tiláwat:
(Muqaddas Paulus Rasúl Ká Dúsrá Khatt Qurinthíon Ke Nám) 2 Corinthians 8:7,9,13-15
Tumhárí ziyádatí se auron ko árám mile, aur un kí ziyádatí tumhárí kamí ko púrá kare táki barábarí hotí rahe.

Pák kalám ke paṛhe aur sune jáne par Khudá kí barkat ho.
Jamá‘at: Khudá ká shukr ho.

Hallelujah: cf. (Yúhanná) John6:63,68
Hallelujah Hallelujah 
Ai Khudáwand terí báten rúh hain aur
Zindagí bhí hain, hamesha kí zindagí kí báten
to tere hí pás hain
Hallelujah 

Injíl I Muqaddas:
(Muqaddas Marqus ke  mutábiq) Mark 5:21-43
Ai laṛkí main tujh se kahtá hún Uṭh
Injíl I Muqaddas ke wasíle se hamárí khatáen mu‘áf kí jáen.
Jamá‘at: Ai Masíh, terí sitáish ho.
Pák Sharákat kí áyat (Communion Antiphon):
 (Zabúr)cf. Ps 102: 1
Merí ján Khudáwand ko Mubarak kah aur jo kuchh mujh men hai us ke quddús nám ko mubárak kahe.

Or
(Yúhanná) cf. John 17: 20-21
Khudáwand ne du‘á kí aur kahá ki, ai Báp main in ke liye ‘arz kartá hún
Táki wuh ham men ek hon, aur duniyá ímán láe ki tú ne mujhe bhejá hai.
 ....
Podcasts:
For Sermon by Fr. Robert Barron click here
For reflection by Dr. Scott Hahn click here 
For commentary by Dr. John Bergsma on Sunday readings check out the Sacred Page click here

Some great resources for Sunday Mass, Ordinary and Extraordinary Forms of the Rite at The Divine Lamp click here

Mass in Urdu

13th Sunday in Ordinary Time
1st July 2012
Christ Church, 
Carr Rd, 
Nelson
Lancashire 
BB9 7EN
Time: 3 pm


First Sunday of the month at 3pm
The Mass is followed by the sharing of a meal together. Everyone is welcome.

Thursday, 28 June 2012

29 June 2012 Solemnity of Ss. Peter and Paul


Muqaddasín Patras aur Paulus Rasúlon kí ‘Id

مُقدّسِین پطرس اَور  پَولُوس رسوُلوں کی عید


‘Íd kí Eukharistí ‘Ibádat

khilah (Entrance Antiphon):
Yih wuhí hain jinhon ne is fání duniyá men rah kar
apne khún se kalísiyá ki bunyád ḍálí
unhon ne Khudáwand Masíh ká piyála chakhá
 aur Khudá ke piyáre bane.

Readings
Pahlí Tiláwat:  
(Rasúlon ke A‘mál) Acts 12:1-11
Ab main ne yaq́inan  ján liyá ki Khudá ne mujhe herodís ke háth se chhuṛáyá hai.

Pák kalám ke paṛhe aur sune jáne par Khudá kí barkat ho.
Jamá‘at: Khudá ká shukr ho.

Zabúr: (Zabúr) Psalm Psalm 33:2-9 Jamá‘ati jawáb áyat: 8
Jamá‘ati jawáb:
Khudáwand ká faristha un ko chhuṛátá hai jo us se ḍarte hain.

Dusrí Tiláwat:
(Muqaddas  Paulus Rasúl ká dúsrá khatt Timutáús ke nám) 2 Timothy 4:6-8,17-18
Ab sadáqat ká táj mere liye rakkhá húá hai

Pák kalám ke paṛhe aur sune jáne par Khudá kí barkat ho.
Jamá‘at: Khudá ká shukr ho.

Hallelujah: (Matí) Mt16:18
Hallelujah, Hallelujah,
Tú Patras hai
aur is chatán par main apní kalísiyá banáún
aur ‘álam i asfal ke darwáze us par ghálib na áenge
Hallelujah

Injíl I Muqaddas:
(Muqaddas Matí ke mutábiq) Matthew 16:13-19
Tú Patras hai aur main ásmán kí bádsháhí kí kunjiyán tujhe dún

Injíl I Muqaddas ke wasíle se hamárí khatáen mu‘áf kí jáen.
Jamá‘at: Ai Masíh, terí sitáish ho.

Pák Sharákat kí áyat (Communion Antiphon): (Matí) Cf. Mt 16: 16, 18
Patras ne Yisú‘ se kahá; Tú Masíh zinda Khudá ká Beṭá hai.
Yisú‘ ne jawáb men kahá tú kefá hai
aur main is kefá par apní kalísiyá banáún
----
Collect:

اے مہربان خُدا۔
تُو مقدّس رسُولوں پطرس اَور پولُوس کی عید کے موقع پر
ہمیں لائق اَور مقدّس خوشی منانے دیتا ہَے۔
اپنی کلیسیا کو یہ عنایت کر کہ جِن کی معرفت ہمارے مزہب نے آغاز پایا ہَے
ہم ہر بات میں اُن کی ہدایت کے پابند رہیں۔
میسح ہمارے خُداوند کے وسیلے سے جو تیرے ساتھ
رُوح القُدس کی وحدانیّت میں خُدا ہَے
اَور ہمیشہ سے ہمیشہ تک زندہ رہتا اَور سلطنت کرتا ہَے۔ آمین۔
----

Resources:
Some great resources for Sunday Mass, Ordinary and Extraordinary Forms of the Rite at The Divine Lamp click here 

The Relationship Between Peter and Paul by Steve Ray, Catholic Answers Live Podcast click here

Was St. Peter first pope? Was he the rock? And what was his relationship with St. Paul? Answers to these questions and much more check out EWTN Audio Library Pope Fiction by Patrick Madrid here



For Prayer in honour of St. Paul in Roman Urdu Click here 

St. Paul and Theology:
For audio course on The Gospel According to Saint Paul by The St. Paul Center for Biblical Theology click here
St. Paul’s Galatians - Are You Saved? by Prof. Eric Jenislawski click here 
St. Paul: His Spiritual and Scriptural Contributions to the Church on itunes click here 
The Apostle Paul: Unlocking the Mysteries of His Theology by Dr. Brant Pitre click here

Is Peter the Rock in Matthew 16:18?


 مَیں تُجھ سے کہتا ہُوں کہ تُو کیفا ہَے اَور مَیں اِس کیفا پر اپنی کلیسیا بناؤُں گا۔ اَورعالمِ اَسفل کے دروازے اِس پر غالِب نہ آئیں گے

Monday, 25 June 2012

The Benedictus in Urdu


زکرّؔیا کا گیت 

مُبارَک ہو خُداوند خُدائے اِسرائیؔل۔
کیونکہ اُس نے توجُّہ کر کے
 اپنی اُمّت کو مُخلصی بخشی۔

اَور اُس نے اپنے بندے داؤد کے گھرانے میں۔
ہمارے لئے قرنِ نجات نَصب کِیا۔
جیسا اُس نے اپنے اُن انبِیاء پاک کے مُنہ سے کہا تھا۔
 جو قدیم سے ہوتے آئے ہَیں۔

کہ اُس نے ہمیں ہمارے دُشمنوں سے۔
اَور ہمارے سب کِینہ وروں کے ہاتھ سے نجات دی۔
اَور کہ اُس  نے ہمارے باپ دادا پر رحم کرے۔
اپنے پاک عہد کو یاد فرمایا۔
 
 یعنی اُس قَسم کو جو اُس نے۔
ہمارے باپ اِبراؔہیم سے کھائی تھی۔
کہ وہ ہمیں یہ عِنایت فرمائے گا۔
کہ اپنے دُشمنوں کے ہاتھ سے رِہائی پاکر۔
ہم بے خوف اُس کی خدمت کریں۔
اُس کے حضُور اپنے کُل ایّام۔
پاکِیزگی اَور صداقت کے ساتھ۔

اَور تُو اَے بچّے۔
حَق تعالیٰ کا نبی کہلائے گا۔
کیونکہ تُو خُداوند کے آگے آگے۔
اُس کی راہیں تیاّر کرتا جائےگا۔
تاکہ اُن کے گُناہوں  کی مُعافی سے۔
اُس کی قوم کو نجات کی معرفت دِلائے۔
ہمارے خُدا کی اُس عین رحمت کی وجہ سے۔
جِس کے ساتھ عالمِ بالا کی فجر ہم پر آئے گی۔
تاکہ اُنہیں روشنی بخشے
جو تارِیکی اَور مَوت کے سائے میں بیٹھے ہَیں۔
اَور ہمارے قدموں کی۔
سلامتی کی راہ میں ہِدایت کرے۔
For Roman Urdu click here
To download pdf click here

Saturday, 23 June 2012

24th June 2012 - Birth of John the Baptist


Muqaddas Yúhanná Baptisma denewále kí paidáish


‘Íd kí Eukharistí ‘Ibádat

khilah (Entrance Antiphon):  Jn 1: 6-7; Lk 1: 17
Ek ádamí Khudá kí taraf se bhejá gayá jis ká nám Yúhanná thá.
Yih núr kí shahádat dene áyá thá,
táki  Khudáwand ke liye ek musta‘idd qaum taiyar kare.

Readings
Pahlí Tiláwat:  
(Isha‘yá) Isaiah 49:1-6
Main tujhe ghair qaumon ke liye núr banáún

Pák kalám ke paṛhe aur sune jáne par Khudá kí barkat ho.
Jamá‘at: Khudá ká shukr ho.

Zabúr: (Zabúr) Psalm 138:1-3, 13-15 Jamá‘ati jawáb áyat:14
Jamá‘ati jawáb:
Main terá shukr kartá hún, ki main ‘ajíb taur se banáyá gayá

Dusrí Tiláwat:
(Rasúlon ke A‘mál) Acts 13:22-26
Yisú‘ jis kí pesh-khabrí Yúhunná ne kí

Pák kalám ke paṛhe aur sune jáne par Khudá kí barkat ho.
Jamá‘at: Khudá ká shukr ho.

Hallelujah: (Lúqá) cf.Luke 1:76
Hallelujah, Hallelujah,
Tú ai bachche Haq Ta‘álá ká nabí kahláegá
Khudáwand ke áge áge us kí ráhen taiyár karegá
Hallelujah

Injíl I Muqaddas:
(Muqaddas Lúqá ke mutábiq) Luke 1:57-66, 80
Us ká nám Yúhanná hai.

Injíl I Muqaddas ke wasíle se hamárí khatáen mu‘áf kí jáen.
Jamá‘at: Ai Masíh, terí sitáish ho.

Pák Sharákat kí áyat (Communion Antiphon): (Lúqá)  Cf. Luke 1: 78
Hamáre Khudá kí  ‘ain rahmat kí waja se
‘álam-i- bálá kí fajr ham par tulú‘ hogí.
.....
Podcasts:
For Sermon by Fr. Robert Barron click here
For reflection by Dr. Scott Hahn click here
For the Sacred Page Podcast by Dr. Michael Barber click here

For commentary by Dr. John Bergsma on Sunday readings check out the Sacred Page click here

Some great resources for Sunday Mass, Ordinary and Extraordinary Forms of the Rite at The Divine Lamp click here

Friday, 22 June 2012

For Greater Glory: The True Story of Cristiada


Official Website: http://www.forgreaterglory.com/

For Greater Glory: The True Story of Cristiada, the Cristero War and Mexico's Struggle for Religious Freedom
Cristiada (Spanish Edition of "For Greater Glory")  - Paperback
For Greater Glory: The True Story of Cristiada  - Electronic Book Download

For more information about For Greater Glory, click here.
Foreword by Archbishop Jose Gomez
Introduction by Eduardo Verastegui

Many people of faith today are asking, “What is the price of religious liberty?” In the 1920’s many Catholics in Mexico answered this crucial question at the cost of their very lives. The new major motion picture, For Greater Glory: The True Story of Cristiada tells the epic tale of Mexico’s heroic struggle for religious freedom in a little-known conflict called the Cristero War – but many questions still remain. Now you’ll go much deeper into the exciting history behind the movie with this fact-filled companion book – and gain important insight into the on-going fight for religious freedom today. This is the Official Companion Book to the epic film. Lavishly illustrated with photos from the film and with historical photos.


 As you read you’ll discover:
• Who were the Cristeros?
• What drove the Mexican government to ruthlessly persecute Catholics?
• Can a priest “wage war”
• What role did groups like the Knights of Columbus play in this armed resistance?
• Why did thousands of Catholics - priests, religious, lay people - willingly give their lives in the Cristiada?
• What role did the U.S. play in ending this bitter conflict?
• What did the Pope do to support the Church in Mexico?
• Which characters in the movie went on to become Catholic saints and blesseds in real life?
• Why is this dramatic episode of history so little known today?
• What is the lesson of the Cristiada for those struggling for religious freedom today?

Saturday, 16 June 2012

17th June 2012- Eleventh Sunday in Ordinary Time B


Sál ke daurán gyárahwán Itwár (B)

khilah (Entrance Antiphon):
 (Zabúr) Cf. Psalm 26: 7, 9
Ai Khudáwand merí wuh áwáz sun jis se main tujhe pukártá hún; Tú merá madadgár hai.
Ai mere khalásí denewále Khudá mujhe tark na kar.

Readings
Pahlí Tiláwat:
(Hizqiál nabí kí kitáb) Ezekiel 17:22-24
Main past darakht ko baland kartá hún

Pák kalám ke paṛhe aur sune jáne par Khudá kí barkat ho.
Jamá‘at: Khudá ká shukr ho.

Zabúr: Psalm 91:2-3,13-16 Jamá‘ati jawáb áyat: 2
Ai Khudáwand tere nám ka shukr adá karná khúb hai

Dusrí Tiláwat:
(Muqaddas Paulus Rasúl Ká Dúsrá Khatt Qurinthíon Ke Nám) 2 Corinthians 5:6-10
Khwáh ham badan men sukúnat rakhte hain, khwáh khárij hain ham ámáda hain ki Khudáwand ko khush karen.

Pák kalám ke paṛhe aur sune jáne par Khudá kí barkat ho.
Jamá‘at: Khudá ká shukr ho.

Hallelujah: cf. (Yúhanná) John15:15
Hallelujah Hallelujah 
Khudáwand farmátá hai main tumhen dost kahtá hún
kyúnki jo báten main ne apne Báp se suní hain
wuh sab tumhen batá dí hain
Hallelujah 

Injíl I Muqaddas:
(Muqaddas Marqus ke  mutábiq) Mark 4:26-34
Yih sab bíjon men chhoṭá hai lekin jab baṛhtá hai to sab tarkáríon se baṛá ho játá hai
Injíl I Muqaddas ke wasíle se hamárí khatáen mu‘áf kí jáen.
Jamá‘at: Ai Masíh, terí sitáish ho.

Pák Sharákat kí áyat (Communion Antiphon):
 (Zabúr) Ps 26: 4
Khudáwand se merí ek hí darkhwást hai, yihí merí guzárish hai
ki main apní zindagí ke tamám ayyám Khudáwand ke ghar men rahún.
Or
(Yúhanná ) John 17: 11
Khudáwand ne du‘á kar ke kahá ki, ai quddús Báp, apne us nám ke wasíle se jo tú ne mujhe bakhshá hai, in kí hifázat kar, táki yih hamárí mánind ek hon.
.....
Podcasts:
For Sermon by Fr. Robert Barron click here
For reflection by Dr. Scott Hahn click here

For commentary by Dr. John Bergsma on Sunday readings check out the Sacred Page click here

Some great resources for Sunday Mass, Ordinary and Extraordinary Forms of the Rite at The Divine Lamp click here


Saturday, 9 June 2012

50th International Eucharistic Congress 2012




Prayer for the Congress



The prayer for the 50th International Eucharistic Congress draws inspiration from a number of sources offering a rich tapestry of faith and of hope.



 IEC2012 - what pilgrims can expect




Congress coverage on iCatholic.ie
will include:

  • Live streaming of interviews from Monday to Friday 12 noon to 12.30 (GMT)
  • Video reports from around the RDS
  • Archiving of full workshops from 4 venues


Also check out EWTN

10th June 2012 - Corpus Christi


Masíh ke Pák Badan aur Khún kí ‘Íd

khilah (Entrance Antiphon): Cf. (Zabúr) Ps 80: 17
Us ne unhen gehún ká maidah khiláyá
aur chaṭán ke shahd se ser kar diyá

Readings
Pahlí Tiláwat:  
(Khurúj) Exodus 24:3-8
Yih Khún us ‘ahd ká hai, jo Khudáwand ne tumháre sáth bándhá hai.

Pák kalám ke paṛhe aur sune jáne par Khudá kí barkat ho.
Jamá‘at: Khudá ká shukr ho.

Zabúr: (Zabúr) Psalm 115:12-13, 15-18 Jamá‘ati jawáb áyat: 13
Jamá‘ati jawáb:
Main naját ká piyála le kar Khudáwand ká nám lún
ya
Hallelujah

Dusrí Tiláwat:
(Muqaddas Paulus Rasúl Ká Khatt ‘Ibráníon ke nám) Hebrews 9:11-15
Masíh ká khún hamáre zamáir ko murda kámon se pák kar saktá hai.

Pák kalám ke paṛhe aur sune jáne par Khudá kí barkat ho.
Jamá‘at: Khudá ká shukr ho.

Hallelujah: (Yúhanná) Jn6:51-52
Hallelujah, Hallelujah,
Main wuh zinda roṭí hún jo ásmán se utarí hai
Agar koí is roṭí men se kháe to hamesha tak zinda rahegá
Hallelujah

Injíl I Muqaddas:
(Muqaddas Marqus ke mutábiq) Mark 14:12-16, 22-26
Yih merá badan hai, yih merá khún hai.

Injíl I Muqaddas ke wasíle se hamárí khatáen mu‘áf kí jáen.
Jamá‘at: Ai Masíh, terí sitáish ho.

Pák Sharákat kí áyat (Communion Antiphon): (Yúhanná )Jn 6: 57
Is liye ki tum beṭe ho,
Khudáwand farmátá hai ki jo merá gosht khátá aur merá khún pítá hai,
wuh mujh men qáim rahtá hai, aur main us men.
----
Podcasts:
For Sermon by Fr. Robert Barron click here download mp3
For reflection by Dr. Scott Hahn click here download mp3


Pope Benedict XVI’s Sermon for Corpus Christi here


For commentary by Dr. John Bergsma on Sunday readings check out the Sacred Page click here


Some great resources for Sunday Mass, Ordinary and Extraordinary Forms of the Rite at The Divine Lamp click here.


For more on the feast click here