Saturday, 2 June 2012

Sunday 3 June 2012 The Solemnity of The Most Holy Trinity


Aqdas Sálús kí ‘Íd


khilah (Entrance Antiphon):
Qádir I Mutlaq Khudá Báp mubárak ho
Mubárak ho Khudá ká iklautá Beṭá
Mubárak ho Rúhu’l Quds
Kyúnki ham par baṛí rahmat húí hai

Readings
Pahlí Tiláwat:  
(Tasniyah Shara‘) Deuteronomy 4:32-34, 39-40
Khudá hí ásmán ke úpar, aur zamín ke níche Khudá hai, aur koí dúsrá nahín.

Pák kalám ke paṛhe aur sune jáne par Khudá kí barkat ho.
Jamá‘at: Khudá ká shukr ho.


Zabúr : Psalm 32:4-6,9,18-20,22 Jamá‘ati jawáb áyat: 12
Jamá‘ati jawáb:
Mubárak hai wuh qaum jis ne Khudáwand ko chun liyá hai

Dusrí Tiláwat:
(Muqaddas Paulus Rasúl Ká Khatt Romíon ke nám) Romans 8:14-17


Pák kalám ke paṛhe aur sune jáne par Khudá kí barkat ho.
Jamá‘at: Khudá ká shukr ho.

Hallelujah: cf. (Mukáshfa)Rv1:8
Hallelujah, Hallelujah,
Jalál Báp aur Beṭe aur Rúhu’l Quds ká ho
Khudá jo hai, jo thá, aur jo ánewálá hai  
Hallelujah

Injíl I Muqaddas:
(Muqaddas Matí ke mutábiq) Matthew 28:16-20
Báp aur Beṭe aur Rúhu’l Quds ke nám se un ko baptisma do.

Injíl I Muqaddas ke wasíle se hamárí khatáen mu‘áf kí jáen.
Jamá‘at: Ai Masíh, terí sitáish ho.

Pák Sharákat kí áyat (Communion Antiphon): Gal 4: 6
Is liye ki tum beṭe ho,
Khudá ne apne Beṭe kí Rúh ko tumháre dilon men bhejá,
jo wuh Abbá ya‘ní “Ai Báp” kah kar pukártí hai


-------
It has been said, in a beautiful and profound way, that our God in his deepest mystery is not a solitude, but a family, since he has in himself fatherhood, sonship and the essence of the family, which is love. Blessed Pope John Paul II 

Catechesis on the Holy Trinity by Blessed Pope John Paul II click here

John Paul II on the Trinity as the Model for the Family  Dr. Michael Barber speaks about Blessed John Paul II's understanding of God, family, and culture and how a true understanding of the family can Impact Culture for Christ. More info here
The Trinity: Three Persons in One Nature by Frank Sheed click here

For St. Augustine On the Trinity click here


Podcasts:
For Sermon by Fr. Robert Barron click here
For reflection by Dr. Scott Hahn click here 
For more on the Scripture and the Trinity: The Biblical Roots of the Dogma by Dr. Michael Barber click here
How to Understand the Trinity with Dr. Marcellino D'Ambrosio on Catholic answers live click here

Archbishop Fulton J Sheen -The Blessed Trinity

For commentary by Dr. John Bergsma on Sunday readings check out the Sacred Page Love, Suffering, and the Trinity here
For more by Dr. Scott Hahn on The Trinity click here 
Some great resources for Sunday Mass, Ordinary and Extraordinary Forms of the Rite at The Divine Lamp click here.

No comments:

Post a Comment