Sál ke
daurán báíswán Itwár (B)
Dákhilah (Entrance Antiphon):
(Zabúr) Cf. Psalm 85:3, 5
Ai Khudáwand mujh par rahm kar kyúnki main din bhar tere
áge nálá kartá raha hún.
Is liye ki tú Khudáwand nek aur ghafúr hai
aur apne iltijá karnewálon par niháyat rahím hai.
Readings
Pahlí Tiláwat:
(Tasniyah Shara‘) Deuteronomy
4:1-2.6-8
Jo kuch tumhen hukm detá hún us men koí
bát na baṛháo Khudáwand apne Khudá ke ahkám ko mánte raho.
Zabúr: Psalm 14:2-5 Jamá‘ati jawáb áyat: 1
Ai Khudáwand tere khaime men kaun rahegá
Dusrí Tiláwat:
(Muqaddas Ya‘qúb Rasúl Ká Khatt) James
1:17-18.21-22.27
Tum Kalám par ‘amal karnewale bano
Hallelujah: cf. (Yúhanná) John 6:63, 68
Hallelujah Hallelujah
Ai Khudáwand terí báten rúh
hain
Aur zindagí bhí hain:
hamesha kí zindagí kí báten to tere hí
pás hain.
Hallelujah
OR
Hallelujah: cf. (Ya‘qúb) James 1:18
Hallelujah, Hallelujah
Báp ne apne iráde se hamen apne bachche
banáyá,
táki haqq ke kalám ke wasíle se
ham us kí makhlúqát ká
ek tarah se pahlá phal hon.
Hallelujah
Injíl I Muqaddas:
(Muqaddas Marqus ke mutábiq) Mark 7:1-8,
14-15, 21-23
Tum Khudá ke hukm ‘udúl karte ho táki ádmíon kí riwáyat qáim rakho.
Pák Sharákat kí áyat (Communion Antiphon):
(Zabúr) Psalm 30:20
Ai Khudáwand, Terí wuh mihrbání kitní ‘azím hai
jo túne apne ḍarnewalon ke liye rakh chhoṛí hai.
OR
(Matí) Matthew 5:9-10
Mubárak hain wuh jo sulh karáte hain,
wuh Khudá ke farzand kahláenge.
Mubárak hain wuh jo rástí ke sabab satáe gaye hain,
ásmán kí bádsháhat unhín kí hai.
...
Podcasts:
For
Sermon by Fr. Robert Barron click here
For
reflection by Dr. Scott Hahn click here
For
commentary by Dr. John Bergsma on Sunday readings check out the Sacred Page
click here
Some
great resources for Sunday Mass, Ordinary and Extraordinary Forms of the Rite
at The Divine Lamp click here
‘udúl or ‘adúl:
disobey