Saturday, 28 April 2012

Sunday 29 April 2012 4th Sunday of Easter


Páshká ká Chauthá Itwár

khilah (Entrance Antiphon): Cf. (Zabúr) Ps 32: 5-6
Zamín Khudá kí shafaqat se ma‘múr hai.
Ásmán Khudá ke kalme se banáyá gayá.
Hallelujah

Readings
Pahlí Tiláwat:  
(Rasúlon ke A‘mál) Acts 4:8-12
Yihí ek nám hai jis ke wasíle se ham naját pá sakte hain.
Pák kalám ke paṛhe aur sune jáne par Khudá kí barkat ho.
Jamá‘at: Khudá ká shukr ho.
Zabúr : Psalm 117:1, 8-9, 21-23, 26, 28-29 Jamá‘ati jawáb áyat: 22
Jamá‘ati jawáb:
Jo patthar mi‘máron ne radd kiyá wuhí kone ká sirá ho gayá
or
Hallelujah!

Dusrí Tiláwat:
(Muqaddas Yúhanná Rasúl Ká Pahlá Khatt) 1 John 3:1-2
Ham Khudá ko waisá hí dekhenge, jaisá wuh hai.
Pák kalám ke paṛhe aur sune jáne par Khudá kí barkat ho.
Jamá‘at: Khudá ká shukr ho.

Hallelujah: cf. (Yúhanná) Jn10:14
Hallelujah, Hallelujah,
Khudáwand farmátá hai: Achchhá charwáhá mainn,
Main apní bheṛon ko jántá hún, aur wuh mujhe jántí hain
Hallelujah

Injíl I Muqaddas:
(Muqaddas Yúhanná ke mutábiq ) John 10:11-18
Achchhá charwáhá apní bheṛon ke liye apní ján detá hai
Injíl I Muqaddas ke wasíle se hamárí khatáen mu‘áf kí jáen.
Jamá‘at: Ai Masíh, terí sitáish ho.

Pák Sharákat kí áyat (Communion Antiphon):
Nek chaupán apní bheṛonkhátir ján de kar
aur apne gale ke liye maut sah kar
murdon men se zinda húá
------

Podcasts:
For Sermon by Fr. Robert Barron click here
For reflection by Dr. Scott Hahn click here 

For Commentary by Dr. John Bergsma on Sunday readings check out the Sacred Page here 
More Resources for Sunday Mass, Ordinary and Extraordinary Forms of the Rite at The Divine Lamp click here

How to confront anti-Catholicism

Saturday, 21 April 2012

22nd April 2012 - Third Sunday of Easter


Páshká ká Tísrá Itwár

khilah (Entrance Antiphon): (Zabúr) Ps 66:1-2
Ai kull mulko! Khudá ke liye Khushí ka na‘ra máro.
Us ke nám ke jalál ká gít gáo,
hamd karte húe us kí ta‘ríf karo.
Hallelujah

Readings
Pahlí Tiláwat:  
(Rasúlon ke A‘mál) Acts 3:13-15, 17-19

Pák kalám ke paṛhe aur sune jáne par Khudá kí barkat ho.
Jamá‘at: Khudá ká shukr ho.
Zabúr : Psalm 4:2,4, 7,9.  Jamá‘ati jawáb áyat:7
Jamá‘ati jawáb:
Ai Khudáwand apne chihre ká núr ham par jalwagar farmá
or
Hallelujah, Hallelujah, Hallelujah 

Dusrí Tiláwat:
(Muqaddas Yúhanná Rasúl Ká Pahlá Khatt) 1John 2:1-5
Wuh hamáre hí gunáhon ká kaffára hai, faqat hamáre gunáhon ká nahín balki tamám duniyá ke gunáhon ká bhí
Pák kalám ke paṛhe aur sune jáne par Khudá kí barkat ho.
Jamá‘at: Khudá ká shukr ho.

Hallelujah: cf. (Lúqá) Luke 24:32
Hallelujah, Hallelujah,
Ai Khudáwand Yisú‘. Jab tú ham se báten kare, to ham par nawishton ko munkashif  kar. Hamáre dilon ko purjosh baná .
Hallelujah

Injíl I Muqaddas:
(Muqaddas Lúqá ke mutábiq ) Luke 24:35-48
n likhá hai ki Al-Masíh dukh uṭháegá aur tísre din murdon men se jí ut́hegá
Injíl I Muqaddas ke wasíle se hamárí khatáen mu‘áf kí jáen.
Jamá‘at: Ai Masíh, terí sitáish ho.

Pák Sharákat kí áyat (Communion Antiphon):(  Lúqá) Luke 24:35
Shágirdon ne Khudáwand Yisú‘ ko roṭí ke waqt pahcháná. Hallelujah

Yr B ( Lúqá) Luke 24:46-47
Zarúr thá ki Masíh dukh uṭháe aur tísre din murdon se jí ut́he.
Aur ki usí ke nám se sab qaumon men gunáhon kí mu‘áfí ke liye tauba kí manádí kí jáe. Hallelujah

------

Podcasts:
For Sermon by Fr. Robert Barron click here
For reflection by Dr. Scott Hahn click here 

More Resources for Sunday Mass, Ordinary and Extraordinary Forms of the Rite at The Divine Lamp blog here

Saturday, 14 April 2012

15th April 2012 Divine Mercy Sunday


Páshká ká dúsrá Itwár

khilah (Entrance Antiphon): (1Patras) 1 Peter 2:2
Tum to nauzád bachchon kí mánind,
khális rúhání dúdh ke mushtáq raho,
táki is ke wasile se naját ke liye baṛhte jáo. Hallelujah
Or
Tum apne jalál kí khushnúdí páo.
Khudá kí shukrguzárí karo
kyúnki us ne tumhen ásmáni bádsháhí ki liye buláyá hai. Hallelujah

Readings
Pahlí Tiláwat:  
(Rasúlon ke A‘mál) Acts 4:32-35
Muttahid, ek dil aur ek ján
Pák kalám ke paṛhe aur sune jáne par Khudá kí barkat ho.
Jamá‘at: Khudá ká shukr ho.


Zabúr : Psalm 118:2-4, 15-18, 22-24  Jamá‘ati jawáb áyat:1
Jamá‘ati jawáb:
Khudáwand ká shukr karo, kyúnki wuh nek hai
aur us kí rahmat abad tak qáim hai.
or
Hallelujah, Hallelujah, Hallelujah 

Dusrí Tiláwat:
(Muqaddas Yúhanná Rasúl Ká Pahlá Khatt) 1John 5:1-6
Jo koí Khudá se paidá húá hai wuh duniyá par ghálib á gayá hai.
Pák kalám ke paṛhe aur sune jáne par Khudá kí barkat ho.
Jamá‘at: Khudá ká shukr ho.

Hallelujah: (Muqaddas Yúhanná ke mutábiq ) John 20:29
Hallelujah, Hallelujah,
Yisú‘ ne kahá is liye ke tú ne mujhe dekhá hai to ímán láyá hai,
mubárak wuh hain jinhon ne nahín dekhá to bhí, ímán láe hain.
Hallelujah

Injíl I Muqaddas:
(Muqaddas Yúhanná ke mutábiq ) John 20:19-31
Áṭh din ke ba‘d, Yisú‘ áyá
Injíl I Muqaddas ke wasíle se hamárí khatáen mu‘áf kí jáen.
Jamá‘at: Ai Masíh, terí sitáish ho.

Pák Sharákat kí áyat (Communion Antiphon):( Yúhanná) John 20:27
Khudáwand Yisú‘ ne apne rasúl se kahá ki apná háth ḍál
aur mekhon kí jagahon ko dekh
ghair-mua‘taqid nahín balki mua‘taqid ban. Hallelujah

------

Podcasts:
For Sermon by Fr. Robert Barron click here
For reflection by Dr. Scott Hahn click here 
Catholic Answers Live: Father Michael Gaitley, MIC, elaborates on the beauty of divine mercy here

For an excellent commentary by Dr. John Bergsma on Divine Mercy Sunday readings check out the Sacred Page here 
More Resources for Sunday Mass, Ordinary and Extraordinary Forms of the Rite at The Divine Lamp blog here

Wednesday, 11 April 2012

Free Books All Easter Season! by Logos


Here is Special offer from Logos Bible Software:

 Logos Bible Software for Catholics is on Facebook!
Find out about free books when you like Logos Bible Software for Catholics!


Like Logos Bible Software for Catholics on Facebook as we celebrate the Easter Season with free books each week until Pentacost.
You can get a new deal every week during the Easter Season from Logos Bible Software. Here’s how:
1. Like our Catholic Facebook page.
2. Check back each week of Easter Season for new deals. The first five weeks will feature free resources, and you’ll have a chance to win a full Catholic Scholar's Library during the last two weeks!
3. Share these deals with your friends.

Beginning with the Easter Triduum as its source of light, the new age of the Resurrection fills the whole liturgical year with its brilliance. —CCC #1168

Start celebrating this season of brilliance with astounding deals from Logos Bible Software.

Please visit our Catholic Facebook page for more details:
http://www.facebook.com/logosforcatholics

Sunday, 8 April 2012

He is Risen, Alleluia!

Khudáwand Masíh dar haqíqat jí uṭhá, Hallelujah!



Check out Aquinas' Five Reasons Christ Rose from the Dead post by Dr. Michael Barber at The Sacred Page  Blog  here.

Easter vigil Mass in Lahore

Pakistani Christians hold candles during an Easter vigil Mass in a church in Lahore on Saturday Credit: AP Photo/K.M. Chaudary
Source: itv news

Is Easter Pagan?



Check out the video about and post by Jimmy Akin here.

Saturday, 7 April 2012

Pope Benedict XVI wishing "Happy Easter" in Urdu



‘Íd -i- Qiyámat Al-Masíh Mubárak ho

This Video is from 2011.

8th April 2012 - Easter Sunday


Masíh ke jí uṭhne kí ‘Íd
‘Íd -i- Qiyámat Al-Masíh
Subah kí ‘ibádat (At The Mass During The Day)

khilah (Entrance Antiphon): cf. Zabúr 138: 18,5-6
Main zinda ho kar ek bár phir tumháre sáth hún,
Tú apná shafqat bhará háth mujh par rakhtá hai.
Terí hikmat mere liye bahut ‘azím hai. Hallelujah
or
(Lúqá) Luke 24:34; cf. (Mukáshafa) Rv 1:6
Khudáwand Masíh dar haqíqat jí uṭhá.
Hallelujah, usí ko jalál aur qudrat
abadu’l ábád tak hásil hai.

Readings
Pahlí Tiláwat:  
(Rasúlon ke A‘mál) Acts 10:34, 37-43
Ham ne us ke murdon men se jí uṭhne ke ba‘d us ke sáth kháyá aur piyá hai.
Pák kalám ke paṛhe aur sune jáne par Khudá kí barkat ho.
Jamá‘at: Khudá ká shukr ho.
Zabúr : Psalm 118:1-2, 16-17, 22-23  Jamá‘ati jawáb áyat:24
Jamá‘ati jawáb:
Yih wuhí din hai jise Khudáwand ne muqarrar kiyá hai.
Ham is ke báre men shádmán hon aur khushí manáen.
or
Hallelujah, Hallelujah, Hallelujah 

Dusrí Tiláwat:
(Muqaddas Paulus Rasúl Ká Khatt Kulssíon ke nám) Colossians 3:1-4
Tum ‘álam i bálá kí chízon kí talásh men raho jahán Masíh hai
Or
(Muqaddas Paulus Rasúl Ká Pahlá Khatt Qurinthíon Ke Nám) 1 Corinthians 5:6-8
Puráne khamír ko nikál do, tum táza gundhá húá áṭá, bano
Pák kalám ke paṛhe aur sune jáne par Khudá kí barkat ho.
Jamá‘at: Khudá ká shukr ho.

Hallelujah: 1 Corinthians 5:7-8
Hallelujah, Hallelujah, Masíh Hamárá Fasah qurbán húá hai.
Pas áo ham Khudáwand men ‘Íd manáen Hallelujah

Injíl I Muqaddas:
(Muqaddas Yúhanná ke mutábiq ) John 20:1-9
Us ká murdon men se jí uṭhná zarúr hai
Injíl I Muqaddas ke wasíle se hamárí khatáen mu‘áf kí jáen.
Jamá‘at: Ai Masíh, terí sitáish ho.

Pák Sharákat kí áyat (Communion Antiphon):( 1 Qurintion)1Cor 5:7-8
Áj Masíh Hamárá Páshká qurbán húá.
Ham sáfdilí aur sachcháí kí bekhamírí roṭí se ‘Íd karen. Hallelujah

-----
Podcats:
For reflection by Dr. Scott Hahn click here 
He is risen! Steve Ray (Catholic Answers) click here 
Also check out the Sacred Page for Historical Questions About the Resurrection (Special TSP Easter Post and Podcast) here
-----
For Study on The Jewish Roots of Jesus' Death and Resurrection by Dr. Brant Pitre click here
To read more on Resurrection of Jesus Christ click here and Easter click here 

Friday, 6 April 2012

The Seven Last Words Of Jesus Christ From The Cross


Salíbí Kalamát


1) Ai Báp, inhen mu‘áf kar; kyúnki yih nahín jánte, ki kyá karte hain. Lúqá 23: 34

2) Main tujh se sach kahtá hún, ki áj hí tú mere sáth Firdaus men hogá. Lúqá 23:43

3) Yisú‘ ne apní mán ko us shágird ko jise wuh piyár kartá thá, pás khaṛe dekhá aur apní mán se kahá, ai khátún dekh, terá beṭá. Phir shágird se kahá ki dekh, terí mán, aur usí waqt se us shágird ne use apne hán le liyá.Yúhanná 19: 26-27

4) Ai mere Khudá, ai mere Khudá, tú ne mujhe kyún chhoṛ diyá? Marqus 15: 34 (Matí 27: 46)

5) Main piyása hún. Yúhanná 19:28

6) Tamám Húá. Yúhanná 19:30

7) Ai Báp, Main apní rúh tere háthon men saunptá hún. Lúqá 23:46

The Seven Last Words of Jesus Study with Verbum Software click here

Good Friday


Mubárak Jum‘a


Ai Báp, Main apní rúh tere háthon men saunptá hún. Lúqá 23:46

Why Is Good Friday Good? This is the most common question, especially around this time. Find out why here and here.

In Urdu it is called Mubárak which means Blessed.

Thursday, 5 April 2012

Maundy Thursday, The Last Supper


Hamáre Khudáwand ká ákhirí kháná

nw dhone kí rasm



Having lost so much of the tradition of the Latin language, it is difficult for many to understand why Holy Thursday is often referred to as Maundy Thursday. The word Maundy derives from Mandatum, the first word of the Office of The Washing of the Feet.

Mandatum novum do vobis: ut diligatis invicem,
sicut delexi vos, dicit Dominus.
Ps. Beati immaculate iin via: qui ambulant in lege Domini. 
Mandatum novum.

A new commandment I give unto you: That you love one another,
as I have loved you, says the Lord.
Ps. Blessed are the undefiled in the way: who walk in the law of the Lord. 
A new commandment.

--

To find out more about Holy Thursday click here

Wednesday, 4 April 2012

Aid to the Church in Need : Night of Witness


Archbishop Joseph Coutts
Archbishop Joseph Coutts


Archbishop Joseph Coutts from Pakistan along with other guests will be taking part in the Night of Witness on 17th May 2012.

Below are the details from Aid to the Church in Need


17 May 2012 17:30
Westminster Cathedral
Ambrosden Avenue
London
SW1P 1QW
"[Religious freedom is] the first of the human rights, for it expresses the most fundamental reality of the person."– Pope Benedict XVI
Will you join with us and persecuted Christians around the world as we come 'Together in Faith' this May?
Our Night of Witness aims to bring religious freedom to the forefront of public debate and give a voice to millions of suffering Christians around the world.
As attacks against Christians – and Christianity itself – become more prevalent, please help us to give a voice to the persecuted Church.
Taking our lead from Pope Benedict XVI, we are hosting a public witness event at Westminster Cathedral and on the cathedral piazza, to:
  • Give a voice to Christians and others persecuted for their faith
  • Remind society of the gift of religious liberty
  • Call on the government to make religious freedom a diplomatic priority

Guests who have agreed to take part in the Night of Witness include:

NB We regret that Monsignor Roko Taban Mousa from Sudan will no longer be able to join us.
  • Archbishop Joseph Coutts from Pakistan
  • Bishop Joannes Zakaria from Egypt
  • Bishop Declan Lang of Clifton
  • Archbishop Vincent Nichols of Westminster – greeting participants on the piazza
  • British Pakistani Christian Association
  • Iraqi Christians in Need
  • Priests and faithful from Iraq, Pakistan, Zimbabwe, Sudan, Nigeria, Sri Lanka and Lithuania

Performers on the Night of Witness include:

  • Catholic band ooberfuse, winners of the World Youth Day 2011 global song contest
  • Eliot Smith Dance Company debuting new piece Persecuted and Forgotten
  • Singer Helen Munt
  • West End Gospel Choir
  • Urdu Christian musician Hammad Baily
  • Catholic poet Sarah de Nordwall

Programme for the Night of Witness

Please join us for all or part of this inspiring evening:
5.30pm Sung Mass to remember the modern-day martyrs to the Faith, concelebrated by Archbishop Joseph Coutts of Karachi, Pakistan, Bishop Joannes Zakaria of Luxor, Egypt, and Bishop Declan Lang of Clifton.
6.30pm Rally for Religious Freedom on the cathedral piazza, celebrating our faith through speeches, music, drama, dance, poetry and film, with groups from Iraqi, Pakistani, Sudanese and Egyptian communities in the UK, as well as others.
7.30-8.30pm Solemn, candlelit vigil in Westminster Cathedral – in thanksgiving for the inspirational sacrifice of Christians today.

Please come 'Together in Faith' as Christians to make our concerns heard

Through music, prayer and speeches by guests from Pakistan, Egypt and the UK we will explore what it means to be a Christian today – both at home and abroad. And, through examples of the courage and faith of others, we can grow in faith
and resolve 'to stand in the public square and proclaim the Lord'. 
The vigil will also be a public statement about our own right to religious freedom.
To find out how you, your parish, school or group can participate please email witness@acnuk.orgor call us on 020 8642 8668.

St John Vianney relic to visit Manchester


The relic of the heart of St John Vianney, the patron saint of parish priests, will be taken to Manchester as part of a four-day visit to Britain, the Diocese of Shrewsbury can confirm.

The Church of St Anthony, Wythenshawe, will host the relic during the late afternoon and early evening of Thursday July 5th.

The public will also be able to venerate the relic. There will be Exposition of the Blessed Sacrament and the opportunity for Confession.

For more info click here